Sunday, 26 June 2016

Lailatul Qadr ki Fazilat

Jo shakhs imaan aur sawab ki niyat se shab e qadar ka qiyam (raat bhar jaag ke namaze padhna) kiya us ke pichle sare (saghira) gunah maaf kardiye jaate hain.
(mafhum e hadees bukhari)